Shambhu Lyrics Translation in English by Akshay Kumar, Sudhir Yaduvanshi, Vikram Montrose. Shambhu song lyrics written by Abhinav Shekhar with music given by Vikram Montrose.

Singer: Akshay Kumar, Sudhir Yaduvanshi, Vikram Montrose
Composer: Vikram Montrose
Lyrics by: Abhinav Shekhar
Label: Times Music

Shambhu Lyrics Translation in English

Shree Mahakal, Mere Swami Bholenath
Tere Charno Mein Jag Sara Magn Rahe Magn Rahe

Mahakal, my virtuous Lord
Your feet are absorbing the whole universe

Shree Mahakal Antaryami Bhairavnath
Sare Bhakton Ke Kashton Ko Door Kare Door Kare

The indweller Bhairavnath, Lord Mahakal
takes away all of the devotees’ sufferings

Alag Alag Hain Nam Tere Par Kam Hai Tera Ek
Haath Jod Sab Naman Karein Sab Karein Rudra Abhishek
Bhole Ka Joh Dhyan Kare Wo Kam Kare Hain Nek
Devo Ke Hain Dev Hamare Har Har Mahadev

Although you go by multiple identities, your labor is one
Everyone bows down and does the Rudra Abhishek with their hands folded
The one who reflects about Bhole is productive
He is our Har Har Mahadev, the God of gods

Bano Yogi Padho Mantar, Bolo Shambhu Shiv Shankar
Teri Bhakti Hai Nirantar Bolo Shambhu Shiv Shankar

Say Shambhu Shiv Shankar, recite the mantra, and become a Yogi
You never waver in your devotion, says Shambhu Shiv Shankar

Shree Mahakal Mere Swami Bholenath
Tere Charno Mein Jag Sara Magn Rahe Magn Rahe

Mahakal, my virtuous Lord
Your feet are absorbing the whole universe

Shree Mahakal Antaryami Bhairavnath
Sare Bhakton Ke Kashton Ko Door Kare Door Kare

The indweller Bhairavnath, Lord Mahakal
takes away all of the devotees’ sufferings

Amrit Ki Hawa Mein Joh Vish Pee Jaaye
Neel Kanth Achal Hain Om Namah Shivay

He who consumes poison in a nectar-filled atmosphere
Om Namah Shivaay, Neel Kanth is unwavering

Kan Kan Mein Samaye Shiv Ganga Dharaye
Mahakal Param Hai Om Namah Shivay

Shiva holds the Ganges, enmeshed in every particle
Om Namah Shivaay, Mahakal is the highest

Alag Alag Hain Nam Tere Par Kam Hai Tera Ek
Haath Jod Sab Naman Karein Sab Karein Rudra Abhishek
Bhole Ka Joh Dhyan Kare Woh Kam Kare Hain Nek
Devo Ke Hain Dev Hamare Har Har Mahadev

Although you go by multiple identities, your labor is one
Everyone bows down and does the Rudra Abhishek with their hands folded
The one who reflects about Bhole is productive
He is our Har Har Mahadev, the God of gods

Bano Yogi Padho Mantar, Bolo Shambhu Shiv Shankar
Teri Bhakti Hai Nirantar Bolo Shambhu Shiv Shankar

Say Shambhu Shiv Shankar, recite the mantra, and become a Yogi
You never waver in your devotion, says Shambhu Shiv Shankar

Shree Mahakal Mere Swami Bholenath
Tere Charno Mein Jag Sara Magn Rahe Magn Rahe

Mahakal, my virtuous Lord
Your feet are absorbing the whole universe

Shree Mahakal Antaryami Bhairavnath
Sare Bhakton Ke Kashton Ko Door Kare Door Kare

The indweller Bhairavnath, Lord Mahakal
takes away all of the devotees’ sufferings

Categorized in: