Zaroori Tha Lyrics Translation in English by Rahat Fateh Ali Khan. Zaroori Tha song lyrics written by Khalil-ur-Rehman Qamar with music given by Sahir Ali Bagga.

Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Composer: Sahir Ali Bagga
Lyrics by: Khalil-ur-Rehman Qamar
Label: Universal Music India

Zaroori Tha Lyrics Translation in English

Lafz Kitne Hi Tere Pairon Se Lipte Honge
Tune Jab Aakhiri Khat Mera Jalaaya Hoga
Tune Jab Phool, Kitaabon Se Nikaale Honge
Dene Waala Bhi Tujhe Yaad to Aaya Hoga

Numerous Words Must Have Clung to Your Feet
When You Burnt the Last Letter of Mine
When You Removed Flowers From Books
You Must Have Remembered the One Who Gave, Too

Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Mohabbat Bhi Zaroori Thi
Bichhadna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Tha Ki
Hum Dono Tawaaf-e-aarzoo Karte
Magar Phir Aarzuon Ka
Bikharna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha

It Was Necessary for
The River of Your Eyes to Come Down
[i.e. It Was Necessary for Your Tears to Come Down.]
The Love Was Necessary
And the Separation Was Necessary Too
It Was Necessary That We Both
Had Lots of Wishes
But Then the Falling Off of the Wishes
Was Necessary Too
It Was Necessary for
The River of Your Eyes to Come Down

Bataao Yaad Hai Tumko
Woh Jab Dil Ko Churaya Tha
Churaai Cheez Ko Tumne
Khuda Ka Ghar Banaya Tha
Woh Jab Kehte Thhe
Mera Naam Tum Tasbih Mein Padhte Ho
Mohabbat Ki Namaazo Ko
Qara Karne Se Darte Ho
Magar Ab Yaad Aata Hai
Woh Baatein Thi Mahaz Baatein
Kahin Baaton Hi Baaton Mein
Mukarna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha

Tell Me Do You Remember
When You Stole My Heart
And You Made the Stolen Thing
The House of God
When You Used to Say That
You Say My Name While Praying
And Are Afraid of
The Prayers of Love
Those Talks Were Just Talks
And Somewhere, It Was Necessary
To Drift Away From Those Talks [as in, to Break Those Promises]

Wahi Hain Sooratein Apni
Wahi Main Hoon, Wahi Tum Ho
Magar Khoya Huaa Hoon Main
Magar Tum Bhi Kahin Gum Ho
Mohabbat Mein Dagha Ki Thi
So Kaafir the So Kaafir Hain
Mili Hain Manzilein Phir Bhi
Musaafir Thhe, Musaafir Hain
Tere Dil Ke Nikaale Hum
Kahaan Bhatke, Kahaan Pahunche
Magar Bhatke Toh Yaad Aaya
Bhatakna Bhi Zaroori Tha

We Have the Same Faces
It’s the Same Me and the Same You
But I Am Lost
And You’re Lost Somewhere Too
I Had Ditched in Love
So I Was Unbeliever, and So I Still Am
I Have Found My Destinations
And Still I Am a Traveller as I Was
Removed From Your Heart
Where I Wandered and Where I Reached, (I Don’t Know)
But When I Wandered, I Realized
That It Was Necessary to Wander Too

Mohabbat Bhi Zaroori Thi
Bichhadna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Tha Ki
Hum Dono Tawaaf-e-aarzoo Karte
Magar Phir Aarzu’on Ka
Bikharna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha

The Love Was Necessary
And the Separation Was Necessary Too
It Was Necessary That We Both
Had Lots of Wishes
But Then the Falling Off of the Wishes
Was Necessary Too
It Was Necessary for
The River of Your Eyes to Come Down